Milte Hi Nazar Unse Song Lyrics from the movie/album Naghma released in the year 2018. The song Milte Hi Nazar Unse was sung by Talat Mahmood. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Nakhshab Jaaravchi

Milte Hi Nazar Unse Lyrics

Milte Hi Najar Unse Dil Aane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye

Kya Pyar Bhari Baate
Kya Pyar Bhari Baate Chupti Hai Chupaye Se
Chupti Hai Chupaye Se
Har Raz Hai Afsana Afsane Ko Kya Kahiye
Afsane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye

Lo Wo Bhi Mohabbat Me Din Raat Tadapte Hai
Jab Shamma Hai Parwana Parwane Ko Kya Kahiye
Parwane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye

Ek Umar To Dil Apna
Ek Umar To Dil Apna Pahlu Me Raha Apne
Pahlu Me Raha Apne
Ab Ho Gaya Begana Begane Ko Kya Kahiye
Begane Ko Kya Kahiye
Dil Ho Gaya Diwana Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye
Diwane Ko Kya Kahiye

Share your thoughts

Talat mahmood, Talat mahmood songs, Vol. 2 milte hi nazar unse (from naghma), Milte hi nazar unse talat mahmood film naghma (1953) nashad / nakhshab jaaravchi, Vol. 59 milte hi nazar unse (from ''naghma''), Hazaar rahen lyrics, Hazaar rahen mud ke dekhi lyrics, Milte hi nazar unse, Hazaar rahen mud ke dekhin lyrics, Lyrics of hazaar rahen mud ke dekhin, Talat mehmood, Milte hi nazar tumko palko mein, Milte hi nazar tumko, Milte hi nazar aap mere dil me aa gaye