Mili Hawao Me Udne Ki Wo Saza Yaaro
Mili Hawao Me Udne Ki Wo Saza Yaaro
Ke Main Zamin Ke Rishto Se Kat Gaya Yaaro
Mili Hawao Me Udne Ki Wo Saza Yaaro
Wo Bekhayal Musafir Main Raasta Yaaro
Wo Bekhayal Musafir Main Raasta Yaaro
Kahan Tha Bas Me Mere Usko Rokna Yaaro
Kahan Tha Bas Me Mere Usko Rokna Yaaro
Kahan Tha Bas Me Mere Usko Rokna Yaaro
Mere Kalam Pe Zamane Ki Gard Aisi Thi
Mere Kalam Pe Zamane Ki Gard Aisi Thi
Ke Apne Bare Main Na Kuch Bhi Likh Saka Yaaro
Ke Apne Bare Main Na Kuch Bhi Likh Saka Yaaro
Ke Main Zamin Ke Rishto Se Kat Gaya Yaaro
Mili Hawao Me Udne Ki Wo Saza Yaaro
Tamaam Shehar Hi Jiski Talash Me Gum Tha
Tamaam Shehar Hi Jiski Talash Me Gum Tha
Main Uske Ghar Ka Pata Kis Se Puchhta Yaaro
Main Uske Ghar Ka Pata Kis Se Puchhta Yaaro
Ke Main Zamin Ke Rishto Se Kat Gaya Yaaro
Mili Hawao Me Udne Ki Wo Saza Yaaro
Mili Havaaon Men Udane Ki Vo Sazaa Yaaro Song Lyrics from the movie/album Best of Sajda (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Mili Havaaon Men Udane Ki Vo Sazaa Yaaro was sung by Jagjit Singh, Lata Mangeshkar. The lyrics were Penned by Wasim Barelvi
Share your thoughts