Jab Chot Kabhi Mere Lag Jaati Thi
To Aankh Teri Bhi To Bhar Aati Thi
Maa O Maa
Jab Chot Kabhi Mere Lag Jaati Thi
To Aankh Teri Bhi To Bhar Aati Thi
Ek Chhoti Si Phuk Se Teri
Sabhi Dard Mere Hote Thhe Gum
Aaj Bhi Koi Chot Lage To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
Aaj Bhi Meri Aankh Bhare To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
Maa Meri Maa Meri Maa
O Maa Meri Maa
Meri Maa Maa
Teri Baato Me Apni Har Ik Me
Uljhan Ka Hall Pa Leta Tha
Tere Hatho Ki Roti Aksar Hi
Bhukh Se Zyada Kha Leta Tha
Tera Hissa Me Tera Qissa Me
Jo Sabko Sunaati Ho Tum
Aaj Bhi Meri Baat Chale To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
Aaj Bhi Meri Aankh Bhare To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
Maa Meri Maa Meri Maa
Maa Meri Maa
Meri Maa Maa
Haaru Ya Jitu Mujhko Tu Apna
Raja Beta Hi Kehati Thi
Ho Meri Galti Ko Apne Kehkar
Dant Bhi Baba Ki Sehti Thi
Tera Dena Maa De Na Paau Me
Raah Ab Bhi Dikhati Ho Tum
Aaj Bhi Koi Dhatkan Ho To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
Aaj Bhi Meri Aankh Bhare To
Yaad Aati Ho
Yaad Aati Ho Tum
O Meri Maa Meri Maa
Meri Maa
Meri Maa Maa
Meri Maa, Aaj Bhi Koi (Reprise) Song Lyrics from the movie/album Yaariyan released in the year 2018 starring Himansh Kohli, Serah Singh. The song Meri Maa, Aaj Bhi Koi (Reprise) was sung by K. K.. This movie/album was directed by Divya Khosla Kumar. The music was given by Pritam Chakraborty. The lyrics were Penned by Irshad Kamil
Share your thoughts