La La La La La La
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Dil Jane Ke Hain Saikado Bahane
Mera Dil Gaya
Koi Mil Gaya
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Dil Jane Ke Hain Saikado Bahane
Mera Dil Gaya
Koi Mil Gaya
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Meri Aankh Jo Jara Si Takrai
Tabiyat Aai Mushibat Laai
Meri Aankh Jo Jara Si Takrai
Tabiyat Aai Mushibat Laai
Teri Yaad Ne Kiya Hain Diwana
Kahe Afsana Meri Angdai
Teri Yaad Ne Kiya Hain Diwana
Kahe Afsana Meri Angdai
Mere Dil Ki Lagi Na Koi Jaane
Bure Hote Hain Jawani Ke Jamane
Mera Dil Gaya
Koi Mil Gaya
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Mere Piya Ki Gali Me Koi Jaye
Use Samjhaye
Ki Jee N Jalaye
Mere Piya Ki Gali Me Koi Jaye
Use Samjhaye
Ki Jee N Jalaye
Dur Shama Se Rahe Na Parwana
Ki Rut Ye Jamana Mujhe Tadpaye
Dur Shama Se Rahe Na Parwana
Ki Rut Ye Jamana Mujhe Tadpaye
Wo Na Aye To Jaungi Main Manane
Ja Ke Kahungi Ki Aa Diwane
Mera Dil Gaya
Koi Mil Gaya
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Dil Jane Ke Hain Saikado Bahane
Mera Dil Gaya
Koi Mil Gaya
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Teer Baitha Hain Nazar Ka Nishane
Meri Baat Koi Mane Ya Naa Maane
Meri Baat Koyi Mane Ya Na Mane Song Lyrics from the movie/album Commander released in the year 2018 starring Ranjan, Nigar Sultana. The song Meri Baat Koyi Mane Ya Na Mane was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani
Share your thoughts