Mere Yaaro Song Lyrics from the movie/album Mahaanta released in the year 2015 starring Sanjay Dutt, Madhuri Dixit. The song Mere Yaaro was sung by Amit Kumar. This movie/album was directed by Afzal Khan. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Zee Music

Mere Yaaro Lyrics

Mere Yaaro Mere Yaaro
Tum Bhi Badlo
Duniya Saari Badal Gayi
Jo Na Badle Jo Na Badle
Rah Gaye Piche
Gaadi Aage Nikal Gayi
Mere Yaaro Tum Bhi Badlo
Duniya Saari Badal Gayi
Jo Na Badle Rah Gaye Piche
Gaadi Aage Nikal Gayi

Main Tha In Galiyo Ka Zokar
Aaj Main Hu Ek Sarkaari Naukar
Sabhal Gaya Main Kha Ke Thokar
Aise Jaise Aise Jaise
Gir Ke Niche Gend Upar Uchal Gayi
Jo Na Badle Rah Gaye Piche
Gaadi Aage Nikal Gayi

Upar Se Chahe Kaisa Hun Main
Andar Se Tum Sab Jaisa Hun Main
Upar Se Chahe Kaisa Hun Main
Andar Se Tum Sab Jaisa Hun Main
Jaisa Gaya Tha Waisa Hun Main
Dekhi Koi Dekhi Koi
Chikani Suratiya
Meri Nazariya Phisal Gayi
Jo Na Badle Rah Gaye Piche
Gaadi Aage Nikal Gayi
Mere Yaaro Tum Bhi Badlo
Duniya Saari Badal Gayi

Kaise Bulau Tuje Yaar
Bhai Kahu Ya Thanedaar
Kaise Bulau Tuje Yaar
Bhai Kahu Ya Thanedaar
Kuch Bhi Kaho Karo Mujh Se Pyar
Kitne Din Ke Kitne Din Ke
Baad Mile Hai
Mil Ke Tabiyat Machal Gayi
Kitne Din Ke Kitne Din Ke
Baad Mile Hai
Mil Ke Tabiyat Machal Gayi

Mere Yaaro Mere Yaaro
Tum Bhi Badlo
Duniya Saari Badal Gayi
Jo Na Badle Jo Na Badle
Rah Gaye Piche
Gaadi Aage Nikal Gayi
Gaadi Aage Nikal Gayi
Gaadi Aage Nikal Gayi.

Share your thoughts

Mahaanta (1997) sanjay dutt, Madhuri dixit, Jawani ki rail kahin lyrics, Hamka isak huwa hai yaaro full song, Sanjay dutt and zeba bakhtiar movie, Lyrics, Mahaanta (1997) full hindi movie song, Kishore kumar, Chal mere bhai tera haath jodta hu song, Jawani ki rail kahin chhut gaya, Soham rockstar entertainment, Jawani ki rail kahin dj mix, Punjabi romantic songs, Jawani ki rail kahin video download, Accident ho gaya rabba rabba hd video, Jai vikraanta, Lata mangeshkar