Mere Bas Mein Song Lyrics from the movie/album Saanch Ko Aanch Nahin released in the year 2016 starring Arun Govil, Madhu Kapoor. The song Mere Bas Mein was sung by Shailendra Singh. This movie/album was directed by Satyen Bose. The music was given by Raamlaxman (Vijay Patil). The lyrics were Penned by Kulwant Jani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mere Bas Mein Lyrics

Mere Bas Mein Agar Kuch Hota To
Aansu Teri Aankho Mein Aane Na Deta
Mere Bas Mein Agar Kuch Hota To
Aansu Teri Aankho Mein Aane Na Deta
Sara Dard Akele Sah Leta
Tujhe Main Gham Koi Uthane Na Deta

Tu Hal Mera Na Jane
Main Hal Tera Na Janu
Kaisi Hai Ye Majburi
Main Tum Tak Aau Kaise
Lagta Hai Ab To Aise
Yug Yug Ki Hai Duri
Mai Hu Bebas Warna Kisi Ko
Judai Ke Ye Kate Bichhane Na Deta
Mere Bas Mein Agar Kuch Hota To
Aansu Teri Aankho Mein Aane Na Deta

Hone Do Jo Hai Hona
Hai Pyar Hamara Sona
Tuta Kaach Nahi Hai
Ye Yaad Rahe Eye Humdum
Ek Roz Milenge Hum Tum
Saanch Ko Aanch Nahi
Mujhe Ye Viswas Hota
To Dur Tujhe Najro Se Jane Na Deta
Mere Bas Mein Agar Kuch Hota To
Aansu Teri Aankho Mein Aane Na Deta
Sara Dard Akele Sah Leta
Tujhe Main Gham Koi Uthane Na Deta.

Share your thoughts

Bollywood hindi movies 2011, Chameli (award-winning work), Chikni chameli, Hindi movie, Maan abhiman, Full length movies, Abhimaan, Hindi film, Indian full films, Free online movies, Bollywood (film genre), Hindi, Adventure, Rameshwari, Action movie, Film (media genre), Rajshri production, Rajshri, Raj kiran, Amrish puri, Film (film), Free download, Bollywood film, Free, Song, Action, Yt:crop=16:9, Get