Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya Song Lyrics from the movie/album Amar Rahe Yeh Pyar released in the year 2019 starring Rajendra Kumar, Nalini Jaywant. The song Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Prabhu Dayal. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya Lyrics

Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Meri Amawas Ne Achanak Pyara Poonam Ka Paya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya

Iske Sang Hai Shayad Mera Koi Purana Nata
Iske Sang Hai Shayad Mera Koi Purana Nata
Warna Ye Anjan Khilona Kaise Is Ghar Aata
Duniya Ke Data Ne Dekho Fir Se Hamko Milaya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya

Har Muskil Aasan Bana Di Isne Mere Ghar Aake
Har Muskil Aasan Bana Di Isne Mere Ghar Aake
Hotho Par Muskan Khila Di Isne Mujhe Apnake
Ho Isne Mujhe Apnake
Sab Dukh Bhul Gayi Mai Apne Jab Se Isko Paya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya

Ji Karta Hai Isko Apni Sari Umar De Dalu
Ji Karta Hai Isko Apni Sari Umar De Dalu
Ek Janam Me So Janmo Ka Pyar Isi Se Palu
Mere Dil Ka Hai Ye Tukda Koi Na Kahna Paraya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
Meri Amawas Ne Achanak Pyara Poonam Ka Paya
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya

Share your thoughts

Asha bhosle, Dheere dheere chal chand gagan mein lyrics, Mere andhere ghar mein chand ek aaya, Asha bhosle songs, Best of kishore kumar and asha bhosle, Ramchandra baryanji dwivedi, Mere andhere ghar mein, Asha bhosle hits, Lyrics, Thandi hawa by kishore kumar, Dheere dheere chal chand, Kishore kumar, Kishore kumar songs, Dheere dheere chal chand gagan mein old song, Kab aaoge lata mangeshkar chitalkar ramchandra / bharat vyas stree (1961), Pyaar bhare gaane