Mera Tha Hi Kya Song Lyrics from the movie/album Visaal (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Mera Tha Hi Kya was sung by Ghulam Ali. The music was given by Ghulam ali. The lyrics were Penned by Gulzar

Mera Tha Hi Kya Lyrics

Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha
Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha
Jo Gujar Gaya Wo To Waqt Tha
Jo Bacha Raha Wo Hisaab Tha
Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha

Teri Aarju Me Ude To The
Chand Khushk Patte Chanaar Ke
Teri Aarju Me Ude To The
Chand Khushk Patte Chanaar Ke
Jo Hava Ke Dosh Se Gir Pada
Unme Ek Ye Khaaksaar Tha
Jo Gujar Gaya Wo To Waqt Tha
Jo Bacha Raha Wo Hisaab Tha
Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha

Wo Udaas Udaas Ek Shaam Thi
Ek Chehara Thi Ek Chirag Tha
Wo Udaas Udaas Ek Shaam Thi
Ek Chehara Thi Ek Chirag Tha
Aur Kuchh Nahi Tha Jamin Par
Ek Aasmaan Ka Gubaar Tha
Jo Gujar Gaya Wo To Waqt Tha
Jo Bacha Raha Wo Hisaab Tha
Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha

Bade Sufiyaan Se Khayaal The
Aur Bayaan Bhi Uska Kamaal Tha
Bade Sufiyaan Se Khayaal The
Aur Bayaan Bhi Uska Kamaal Tha
Kaha Maine Kab Ki Vahi Tha Wo
Ek Shaksh Tha Wadakhar Tha
Jo Gujar Gaya Wo To Waqt Tha
Jo Bacha Raha Wo Hisaab Tha
Mera Kya Tha Tere Hisaab Me
Mera Saans Saans Udhaar Tha

Share your thoughts

Ghulam ali, Ghulam ali ghazals, Ghulam ali songs, Ghulam ali best ghazals, Ghulam, Ghulam ali (musical artist), Ghazals of ghulam ali, Ghulam ali khan, Ghulam ali ghazals best collection, Ghulam mustafa qadri, Ghulam ali sahab ki gazal, Ghulam mustafa qadri kalams, Ghulam ali ghazals sad, Ghulam ali ghazals all, Ghulam ali ghazals apni tasveer, Ghulam ali ghazals album, Ghulam ali ghazals audio, Ghulam ali ghazals awargi, Ghazal ghulam ali, Ghulam ali ghazal