Mera Qaraar Le Jaa Song Lyrics from the movie/album Aashiyana. The song Mera Qaraar Le Jaa was sung by Talat Mahmood

Mera Qaraar Le Jaa Lyrics

Meraa Qaraar Lejaa, Mujhe Beqaraar Kae Jaa
Dam Bhar To Pyaar Kar Jaa
Meraa Qaraar Lejaa, Mujhe Beqaraar Kae Jaa
Dam Bhar To Pyaar Kar Jaa

Mere Din Guzar Rahe Hai, Teri Yaad Ke Sahaare
Mere Din Guzar Rahe Hai, Teri Yaad Ke Sahaare
Meraa Dil Tadap Rahaa Hai, Teri Aarzoo Ke Maare
Meraa Dil Tadap Rahaa Hai, Teri Aarzoo Ke Maare
Bechain Mere Dil Ko Bas, Ek Baar Kar Jaa
Dam Bhar To Pyaar Kar Jaa
Mera Qaraar Le Jaa……………

Mujhe Ek Jhalak Dikhaa Ke, Pardon Me Chhupane Waale
Mujhe Ek Jhalak Dikhaa Ke, Pardon Me Chhupane Waale
Kab Tak Lage Rahenge, Khaamoshiyon Ke Taale
Kab Tak Lage Rahenge, Khaamoshiyon Ke Taale
Nazarein Churaane Waale, Nazarein To Chaar Kar Jaa
Dam Bhar To Pyaar Kar Jaa
Mera Qaraar Le Jaa……………

Posted By: Purnima

Share your thoughts

Talat mahmood, Talat, Talat mahmood (musical artist), Best of talat mahmood, Mahmood, Mera qarar leja, Ashiana, Mera qarar leja - ashiana, Talat mehmood karaoke, Qarar, Mehmood, Karaoke with lyrics, Ashiana (1952), Qaraar, Ashiyana, Volume 10 mera qarar leja, Mera qaraar le jaa karaoke, Madan mohan talat mahmood classic hindi soundtracks : ardhangini (1959), Lyrics:, Mera qarar leja karaoke, Mera qarar leja mujhe beqarar kar ja