Na Jaane Kab Yeh Hua Na Kisi Ko Khabar
Na Khud Ko Pata Khoye Khoye Rehtehum Yahan Hai
Silsilo Ka Silsila Hai Hua Shuru Abb Jo Nikle Bhi Jaan
Abb Se Humraahi Chahton Ke
Yeh Jaise Phela Nasha Woh Pheli Nazar Phela Gumaar
Yun Lage Mohabbat He Jahan Hai
Doston Ki Dosti Yaaron Ki Yaari Kam Lagne Lagi
Behake Hai Hum Behaka Yeh Sama Hai
Kaise Samjhaau Tumjhe
(Mera Phela Phela Pyaar Hai Yeh O O O..
Aankhon Mein Aitbaar Hai Yeh O O O..) – 2
Hawa Bhi Mili Thi Humein Jhokon Mein Puch Rahi Thi
Pyaar Yeh Agar Nahi To Phir Kya Hai
Aye Aasmaan Tu Bhi Aajkal Saang Chalta Hai
Saaath Leke Chanda Taare
Kaise Samjhaau Tumjhe
(Mera Phela Phela Pyaar Hai Yeh O O O..
Aankhon Mein Aitbaar Hai Yeh O O O..) – 3
Mera Pehla Pehla Pyar Song Lyrics from the movie/album Mp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar. The song Mera Pehla Pehla Pyar was sung by KK. The music was given by Ashutosh Pathak. The lyrics were Penned by Vipin Mishra
Share your thoughts