Mera Dil Tera Deewana Song Lyrics from the movie/album Aa Ab Laut Chalen released in the year 2016 starring Rajesh Khanna, Akshaye Khanna. The song Mera Dil Tera Deewana was sung by Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan. This movie/album was directed by Rishi Kapoor. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mera Dil Tera Deewana Lyrics

Mera Dil Tera Deewana
Main To Tujhpe Marti Hoon
Haan Mera Dil Tera Deewana
Main To Tujh Pe Marti Hoon
Saari Duniya Se Keh Dungi,
Saari Duniya Se Keh Dungi
Tujhse Pyar Main Karti Hoon….
Mera Dil Tera Deewana…

Akela Tu Hai Akeli Main Hoon
Akelepanse Jiya Darta Hai Hi
Chupata Kyun Hai Bata De Dilbar
Husn Pe Mere Tu Bhi Marta Hai
Madhoshi Chhayi Hai Dil Pe
Ab To Bilkul Hosh Nahin
Ismein Hai Teri Bhi Khatayen
Mera Hi Sab Dosh Nahin

Ab To Bas Mein Shaam Savere
Teri Aahen Bharti Hun
Mera Dil Tera Deewana
Main To Tujhpe Marti Hoon…
Kawari Main Hoon Kawara Tu Hai
Rahenge Kab Tak Kawaren Socho Ha
Sulgate Dil Me Bujhe Jaate Hai
Yeh Jalte Armaan Hamare Socho
Teri Nazar Ka Tir Sanam,
Mere Jigar Se Paar Hua
Betabi Ke Is Aalam Mein
Ab Jeena Dushwar Hua

Tere Labon Ko Choom Loon Aaja,
Logon Se Kya Darti Hoon
Mera Dil Tera Deewana
Main To Tujhpe Marti Hoon
Mera Dil Tera Deewana
Main To Tujhpe Marti Hoon
Saari Duniya Se Kah Dungi,
Saari Duniya Se Kah Dungi
Saari Duniya Se Kah Dungi,
Saari Duniya Se Kah Dungi
Tujhse Pyar Mai Karti Hun….
Mera Dil Tera Deewana…

Share your thoughts

Rajesh khanna, Mera dil tera deewana, Akshay khanna, Akshaye khanna, Akshaye khanna songs, Mera dil tera deewana song, Mahalakshmi iyer & udit narayan, Mera dil tera deewana with lyrics, Main tera deewana tu meri deewani jhankar song, Rajesh khanna songs, Nadeem shravan, Nadeem - shravan, Nadeem shravan songs, Aa ab laut chalen, Mera dil tera deewana aa ab laut chalen (1999) mahalakshmi iyer udit narayan 90s hindi song, Akshya khanna new song, Mera dil tera deewana karan