Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Dhadkano Me Tum Ho Samaaye
Bin Tumhaare Jiya Nahi Jaaye
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Dhadkano Me Tum Ho Samaaye
Bin Tumhaare Jiya Nahi Jaaye
Mere Tum Paas Ho
Kabhi To Ye Kaash Ho
Ye Mere Pyaar Ka
Tumko Bhi Ehsaas Ho
Kitna Tadapu Ye To Bataao
Ab To Meri Baahon Me Aao
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Dhadkano Me Tum Ho Samaaye
Bin Tumhaare Jiya Nahi Jaaye
Tumhari Yaad Ke
Mehakate Aanchal Tale
Pata Na Ye Chale
Kab Raat Ho Kab Din Dhale
Kabhi Jaadu Aisa Hua Hai
Yun Laga Hai Tumne Chhuwa Hai
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Mera Dil Chaahe Tumko Jitna
Na Kisi Ko Chaaha Maine Itana
Dhadkano Me Tum Ho Samaaye
Bin Tumhaare Jiya Nahi Jaaye.
Mera Dil Chahe Song Lyrics from the movie/album Yeh Naya Naya (Album) released in the year 2018. The song Mera Dil Chahe was sung by Sonu Nigam
Share your thoughts