Maine Pyar Kar Liya Song Lyrics from the movie/album Aashik Aawara released in the year 2016 starring Saif Ali Khan, Mamta Kulkarni. The song Maine Pyar Kar Liya was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Umesh Mehra. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Maine Pyar Kar Liya Lyrics

Dile Nadan Pe Is Beiman Pe
Ho Etbar Kar Liya Nahi Karna Tha
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha
Dile Nadan Pe Is Beiman Pe
Ha Etbar Kar Liya Nahi Karna Tha
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha

Hum Tum Na Milte To Thik Hota
Ye Dard Na Dil Ke Najdik Hota
Hum Tum Na Milte To Thik Hota
Ye Dard Na Dil Ke Najdik Hota
Tum Se Gale Milke Teer Koi Dil Ke
Ho Aar Par Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha
Dile Nadan Pe Is Beiman Pe
Ho Etbar Kar Liya Nahi Karna Tha
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha

In Soye Tufano Ko Jagaya
Kyu Dil Ke Armano Ko Jagaya
In Soye Tufano Ko Jagaya
Kyu Dil Ke Armano Ko Jagaya
Ji Or Jaan Ko Sare Jahan Ko
Ho Bekarara Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha

Aasu Kharide Muskan De Di
Dil Kya Diya Maine Jaan De Di
Aasu Kharide Muskan De Di
Dil Kya Diya Maine Jaan De Di
Is Rup Rang Ko Ane Ang Ang Ko
Ho Gunhegar Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha
Dile Nadan Pe Is Beiman Pe
Ho Etbar Kar Liya Nahi Karna Tha
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha
Ho Etbar Kar Liya Nahi Karna Tha
Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha.

Share your thoughts

Laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), Pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal), Sanam mere sanam (sonic jhankar) | hum | amit kumar | alka yagnik | by danish |, Aashik aawara songs ashiq awara songs mamta kulkarni saif ali khan first film saif ali khan, Alka yagnik, #starmaker #main hoon aashiq, Main hoon aashiq aaj abhi isi waqt se mujhko pata chala hai uditnarayan alkayagnik, Rajinikanth, Apradhi (1993) full hindi movie song, Amitabh bachchan