Main Hun Albeli Song Lyrics from the movie/album Kudrat released in the year 2019 starring Akshaye Khanna, Urmila Matondkar. The song Main Hun Albeli was sung by Shweta Shetty. This movie/album was directed by Raj N Sippy. The music was given by Rajesh Roshan

Main Hun Albeli Lyrics

Mai Hu Albeli Sacchi Mai Akeli Re
Kisi Ke Bhi Dil Se Hay Mai To Nahi Kheli Re
Le Le Jo Dil Mera Le Le Jo
Kis Me Hai Dum Itna Is Dil Se Khele Jo

Mai Hu Albeli Sacchi Mai Akeli Re
Kisi Ke Bhi Dil Se Hay Mai To Nahi Kheli Re
Le Le Jo Dil Mera Le Le Jo
Kis Me Hai Dum Itna Is Dil Se Khele Jo

Zulfo Par Maro Ya Ankho Par Maro
Surat Par Maro Ya Rangat Par Maro
Karna Ho Jo Payar Dil Se Tum Karo
Dil Ke Rang Se Jeevan Me Rang Bharo
Zulfo Par Maro Ya Ankho Par Maro
Mai Hu Albeli Sacchi Mai Akeli Re
Kisi Ke Bhi Dil Se Hay Mai To Nahi Kheli Re
Le Le Jo Dil Mera Le Le Jo
Kis Me Hai Dum Itna Is Dil Se Khele Jo

Mai Bhi Hu Na Hu Pathar Mai Nahi
Par Aise Hi Nazar Dekhi Hi Nahi
Tadpa De Mujko Jo Kar De Bekarar
Aise Pyar Ka Hai Mujko Intezaar
Mai Bhi Hu Na Hu Pathar Mai Nahi
Mai Hu Albeli Sacchi Mai Akeli Re
Kisi Ke Bhi Dil Se Hay Mai To Nahi Kheli Re
Le Le Jo Dil Mera Le Le Jo
Kis Me Hai Dum Itna Is Dil Se Khele Jo

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Rajesh roshan, Rajesh khanna, Main kuwari albeli lyrics, Main kuwari albeli, Main hoon albeli - sweta shetty, Main kuwari albeli songs, Shweta shetty, Shweta shetty songs, Aise rang de piya lyrics, Lyrics, Main albeli song lyrics, Rajesh roshan best songs, Main hoon albeli, Rajesh roshan songs, Rajesh khanna songs, Kudrat songs, Kudrat 1998 songs, Mera naam hai chameli hindi lyrics, Mera naam hai chameli lyrics, Kudrat movie songs, Shilpa shetty kundra