Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Song Lyrics from the movie/album Ram Aur Shyam (1967). The song Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi was sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Lyrics

Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi-sharabi – (2)
Tune Aankho Se Pilayii Woh Nasha Hai Ke Duhai
Har Taraf Dil Ke Chaman Mein Phul Khile Hain Gulabi-gulabi
Main Hu Saaqi…

Ishq Mein Jina Sambhal Ke Dil Ka Paimana Na Chhalake
Bahaki-bahaki Teri Najare Kwaab Dikhlaati Hain Kal Ke – (2)
Teri Mehfil Mein O Saaqi Ham Chale Aaye Nashe Mein
Abb Toh Bas Yeh Hai Tamanna Umrr Kat Jaaye Nashe Mein – (2)
Ishq Hai Teri Sawali – (2)
Husn Hai Mera Jawabi-jawabi
Tu Hai Saaqi Main Hoon Sharabi-sharabi

Main Teri Duniya Mein Aa Ke Rah Gaya Khud Ko Bhula Ke
Kya Ho Anjaam Na Jaane Hosh Ulfat Mein Ganva Ke – (2)
Bekhudi Ke Yeh Taraane Yu Hi Gaaye Ja Dewaane
Ishq Rang Laayega Apana Aa Gaaye Ab Woh Jamaane – (2)
Teri Mastaani Yeh Baate
Aa Aa…
Teri Mastaani Yeh Baate Dil Pe Laaye Na Karaabi-karaabi
Main Hoon Saaqi…

Share your thoughts

Main hoon saqi tu hai sharabi | lata mangeshkar, Mohammed rafi | music- naushad | ram aur shyam 1967, Ram aur shyam, Main hoon saqi tu hai sharabi, Main hoon saaqi tu hai sharabi ............ ram aur shyam, Main hoon saqi tu hai sharabi song, Main hoon saqi tu hai sharabi full song, Ram aur shyam 1967 movie songs, Ram aur shyam songs 1967, Mai hu saaqi tu hai sharaabi, Naushad, Tu hai sharabi, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Mohammad rafi, Ram aur shyam full movie