Main Ek Raja Hoon Song Lyrics from the movie/album Uphaar released in the year 2016 starring Swarup Dutt, Jaya Bhaduri. The song Main Ek Raja Hoon was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sudhendhu Roy. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Main Ek Raja Hoon Lyrics

Main Ek Raja Hoon
Tu Ek Rani Hai
Main Ek Raja Hoon
Tu Ek Rani Hai
Prem Nagar Ki Yeh Ek
Sunder Prem Kahaani Hai
Main Ek Raja Hoon

Kya Hoti Hai Prem Kahaani
Yeh Bhi Tu Nadan Na Jani
Kya Hoti Hai Prem Kahaani
Yeh Bhi Tu Nadan Na Jani
Kitni Pyaari Pyaari
Teri Yeh Nadani Hai
Main Ek Raja Hoon
Tu Ek Rani Hai
Main Ek Raja Hoon

Mann Meraa Ek Mahal Ho Jaise
Tu Isame Rahati Hai Aise
Mann Meraa Ek Mahal Ho Jaise
Tu Isame Rahati Hai Aise
Jaise Sip Me Moti Hai
Saagar Me Paani Hai
Main Ek Raja Hoon
Tu Ek Rani Hai
Main Ek Raja Hoon

Premi Bhanvre Rangraliyo Ke
Kya Kehte Hain Inn Kaliyo Se
Premi Bhanvre Rangraliyo Ke
Kya Kehte Hain Inn Kaliyo Se
Yeh Tujhako Kaise Samjhaau
Tu Deewani Hai
Main Ek Raja Hoon
Tu Ek Rani Hai
Prem Nagar Ki Yeh Ek
Sunder Prem Kahaani Hai
Main Ek Raja Hoon.

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal, Laxmikant shantaram kudalkar, Laxmikant pyarelal superhit songs, Laxmikant pyarelal music, Pyarelal ramprasad sharma, Jawani ki rail kahin lyrics, Jawani ki rail kahin chhut gaya, Jawani ki rail kahin chhot na jaye video song, Mohammed rafi, Jawani ki rail kahin dj mix, Jawani ki rail kahin chhut na jaye dj song, Jawani ki rail kahin chhut na jaye mp3 song, Jawani ki rail kahin chhut na jaye mp3, Jawani ki rail kahin choot na jaye