Main Darshan Ko Aayi Song Lyrics from the movie/album Rangeen Raten released in the year 2015 starring Shammi Kapoor, Mala Sinha. The song Main Darshan Ko Aayi was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Kidar Sharma. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma). The music rights for song purely belongs to Saregama

Main Darshan Ko Aayi Lyrics

Akhiyo Ko Asnaan Kara Ke
Mai Darshan Ko Aai
Mai Darshan Ko Aai
Akhiyo Ko Asnaan Kara Ke
Mai Darshan Ko Aai
Mai Darshan Ko Aai
Tute Mann Ko Lekar Mann Ke
Bhet Chadhaane Aai
Mai Darshan Ko Aai

Saadhu Ne Sanyas Liya
Aur Ang Bhabhut Ramaai
Ang Bhabhut Ramaai
Saadhu Ne Sanyas Liya
Aur Ang Bhabhut Ramaai
Ang Bhabhut Ramaai
Dhul Bani Raaho Ki Mira
Charanan Bich Samaai
Mai Darshan Ko Aai
Hoo Mai Darshan Ko Aai

O Pagali Ke Pagale Pritam
Kaisi Preet Nibhaai
Kaisi Preet Nibhaai
O Pagali Ke Pagale Pritam
Kaisi Preet Nibhaai
Kaisi Preet Nibhaai
Sakhiyo Kaa To Ji Behalaya
Hamari Hansi Udaai
Mai Darshan Ko Aai
Hoo Mai Darshan Ko Aai

Sunaa Mann Kaa
Nagar Sajaya
Preet Ki Jyot Jagaai
Preet Ki Jyot Jagaai
Sunaa Mann Kaa
Nagar Sajaya
Preet Ki Jyot Jagaai
Preet Ki Jyot Jagaai
Is Nagari Se Dur Na Jaiyo
O Hamare Harajaai
Mai Darshan Ko Aai
Hoo Mai Darshan Ko Aai

Akhiyo Ko Asnaan Kara Ke
Mai Darshan Ko Aai
Mai Darshan Ko Aai.

Share your thoughts

Shatrughan sinha, Maine jeena seekh liya, Roshan, Kalyanji, Indeevar, Samjhauta, Anil dhawan, Anandji, Kishore, Asha bhonsle, Hindi, Bollywood