Mai Tujhse Teri Cheeza Song Lyrics from the movie/album Ghar Aur Bazaar released in the year 2018. The song Mai Tujhse Teri Cheeza was sung by Mehmood. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Kulwant Jani

Mai Tujhse Teri Cheeza Lyrics

Awaa Kya Aankh Hai Bhai Are Kya Sheesha Hai Bhai Ye
Kya Dukaan Hai Bhai Mai Mar Jaaunga Na
Mai Tujhse Allah
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Teri Ye Julfa Kaali Tere Hontha Ki Laali
Teri Ye Umar Baali Tu Hai Phulo Ki Daali
Mai Tujhse
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga

Dekhu Mai Tujhe Pal Bhar Jo Pi Hai Utar Jaayegi
Bin Piye Tujhe Dekhu To Mujhpe Chadh Jaayegi
Botal Me Tujhe Dekha Gole Me Tujhe Dekha
Ghode Me Tujhe Dekha Ghode Me Tujhe Dekha
Mai Tujhko
Mai Tujhse Teri Chija Mai Tujhse Teri
Mai Tujhse Teri Mai Tujhse Teri Mai Tujhse Teri
Cheeja Leko Mukar
Leko Mukar Leko Mukar Leko Mukar
Leko Mukar Bhai Waah Leko Mukar Mukar Mukar Ji
Ha Leko Mukar
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Leko Mukar Jaaunga
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga

Are Meri Naagin Arbaanistaan Se Mujhe
Kharbistaan Le Jaane Aayi Kya
Raat Ko Khyaalo Me Mithe Paas Tu Bulaayegi
Takiye Ko Chhod Jhat Tere Jhujju Aayegi
Laaito Me Tujhe Dekha Pankho Me Tujhe Dekha
Jhumar Pe Tujhe Dekha Bistar Pe Tujhe Dekha
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Teri Ye Julfa Kaali Tere Hontha Ki Laali
Teri Ye Umar Baali Tu Hai Phulo Ki Daali
Mai Tujhse
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Are Kaccha Kha Jaaunga Naa Wahi
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Aapko Bhunke Khaaunga Wahi
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Mai Tere Tukade Tukade Banaako Khaaunga Naa
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga
Tera Kheema Banaake Khaaunga Wahi
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Leke
Are Frij Me Andar Ghused Do
Saal Bhar Rakhakar Khaaunga Naa Mai Hi
Mai Tujhse Teri Cheeja Sab Lekar Mukar Jaaunga

Share your thoughts

Na jaane kya hua lyrics, Mera kuch samaan tumhare paas pada hai lyrics, Na woh inkaar karti hai lyrics, Roz sham aati hai magar aesi lyrics, Lyrics of roz sham aati hai magar aesi, Taarif karoon kya uski english lyrics, Na woh inkaar karti hai lyrics in hindi, Taarif karoon kya uski lyrics, Roz shaam aati thi magar aisi na thi lyrics, Na woh inkaar karti hai na woh iqraar lyrics, Roz sham aati hai magar aesi lyrics in hindi, Lyrics of taarif karoon kya uski