Mai Sadke Jau Mere Saiya Song Lyrics from the movie/album Vaasana. The song Mai Sadke Jau Mere Saiya was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Mai Sadke Jau Mere Saiya Lyrics

Mai Sadke Jau
(Mere Saiya
Tum Aaye To Ho Mai Sadke Jau) – (2)

(Jidd Tut Gayi Inkar Ki
Rut Jag Uthi Didar Ki) – (2)
Tum Aaj Mere Najdik Ho
Yahi Jeet Hai Mere Pyar Ke
Dil Deke Sharmaye To Ho
Mai Sadke Jau
Mere Saiya Tum Aaye To Ho
Mai Sadke Jau

(Tum Mera Hasin Arman Ho
Ek Khoi Hui Pahchan Ho) – (2)
Kal Gairo Ke Mehman The
Aaj Is Ghar Ke Mehman Ho
Dunia Ke Dukh Pake Ghabraye To Ho
Mai Sadke Jau
Mere Saiya Tum Aaye To Ho
Mai Sadke Jau

(Mere Dil Pe Tumhara Hath Hai
Kaise Pighali Hui Ye Raat Hai) – (2)
Kal Tak Jo Raat Magrur Thi
Wo Sokh Bhari Saugat Hai
Tarsake Tadpake Pachtaye To Ho
Mai Sadke Jau
(Mere Saiya Tum Aaye To Ho
Mai Sadke Jau) – (2)

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Aadesh shrivastava, Aadesh shrivastav songs, Aadesh shrivastav, Lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar, Chitragupta hindi songs, Nadiya ke par actress, Yeh ladka haye allah kaisa, Tere sadke tu bhej de bulava, Chitragupt, Tere sadke, Nadiya ke paar songs, Tanushree datta, Vaasana, Tu maro koun lage lyrics, Nadiya ke paar movie, Tere sadke tu bhej de bulawa, Vinay anand; tabu; govinda; pooja batra, Jabs e gaila piya tu pardes, Nadiya ke par