Main Pilakar Aapka Kya Jayega Main Pilakar Aapka Kya Jayega
Jayega Iman Jiska Jayega
Dekhkar Mujhko Wo Sharma Jayega Dekhkar Mujhko Wo Sharma
Jayega Ye Tamasha Kisse Dekha Jayega
Jau Buth Khane Se Kyu Kaabe Ko Mai
Jau Buth Khane Se Kyu Kaabe Ko Mai
Hath Se Ye Bhi Thikana Jayega
Katl Ki Jab Usne Di Dhamki Mujhe
Katl Ki Jab Usne Di Dhamki Mujhe
Keh Diya Maine Bhi Dekha Jayega
Pi Bhi Le Do Ghunt Zaahid Pi Bhi Le
Maiqade Se Kaun Pyasa Jayega
Main Pilakar Aapka Kya Jayega
Jayega Iman Jiska Jayega
Main Pilakar Aapka Kya Jayega
Jayega Iman Jiska Jayega
Mai Pilakar Aap Ka Kya Jayega Song Lyrics from the movie/album Black Magic (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Mai Pilakar Aap Ka Kya Jayega was sung by Jagjit Singh
Share your thoughts