Mai Pichhe Pichhe Aauga Song Lyrics from the movie/album Lo Main Aagaya. The song Mai Pichhe Pichhe Aauga was sung by Abhijeet, Kavita Krishnamurthy. The music was given by Anand Raj Anand. The lyrics were Penned by Anand Raj Anand, Dev Kohli, Rajesh Malik

Mai Pichhe Pichhe Aauga Lyrics

Mai Pichhe Pichhe Aauga Ruthi Ho Tumhe Manaunga
Ab Maan Bhi Jao Kyu Ruthi Ho Tum
Mai Zahar Kahi Se Launga Teri Kasam Use Kha Jaunga
Sach Kahta Hu Phir Hath Malogi Tum
Mai Na Manungi Na Manungi Jo Kar Lo Tum
Chak Tiki Dum Dum – 2
Mai Pichhe Pichhe Aauga Ruthi Ho Tumhe Manaunga
Ab Maan Bhi Jao Kyu Ruthi Ho Tum

Ae He Nahi Dekhi Nahi Dekhi Maine Tere Jaisi Ladki
Ek Jhalak Me Khol Di Jisne Mere Dil Ki Khidki
Na Dekhi Hai Na Dekhoge Mere Jaisi Ladki
Isiliye To Dekh Ke Mujhko Teri Tabiyat Fadki
Ab Mai Karta Hu Kya Jadu Ye Bhi Dekho Tum
Chak Tiki Dum Dum – 2
Mai Pichhe Pichhe Aauga Ruthi Ho Tumhe Manaunga
Ab Maan Bhi Jao Kyu Ruthi Ho Tum

Chal Pichhe Hat Hat – 2
Chhota Bachcha Jaan Ke Isko Na Thukrana Re
Chal Pichhe Hat Hat – 2
Akal Ka Kachcha Samajh Ke Isko Na Bhadkana Re
Are Meri To Na Mani Bachcho Ki To Mano Tum
Chak Tiki Dum Dum – 2
Mai Pichhe Pichhe Aauga Ruthi Ho Tumhe Manaunga
Ab Maan Bhi Jao Kyu Ruthi Ho Tum

Uhu Khatam Karogi Jaan-e-jana Kab Tum Ye Takrar
Ek Shart Hai Pahle Mujhse Maan Lo Apni Har
Tu Kah Le Jo Kahna Hai Par Kar Le Mujhse Pyar
Iske Liye To Karna Hoga Tumko Intezar
Intezar Kar Lunga Pahle Ha To Kar Do Tum
Chak Tiki Dum Dum – 2

Achchha Baba Maan Gai Har
He He He He
Lagta Hai Maan Gai

Share your thoughts

Kavita krishnamurthy, Kavita krishnamurthy songs, Anand bakshi, Main pichhe peeche aaunga, Anand raj anand, Vinay anand, Nahin hona tha lyrics, Aage pyar piche pyar hindi song, Jana gana mana lyrics, Aage pyar piche pyar suraj, Mere naina vich hans raj hans, Popular anand bakshi, Maine koi jadoo nahin kiya dance, Maine koi jadoo nahin kiya, Tonna vich hunda si pyar tutt paini da, Maine koi jadoo nahin kiya song, Mere naina wich hans raj hans