Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Bina Tir Dil Ghayal Kar Du
Aisa Mai Hu Shikari
Bina Tir Dil Ghayal Kar Du
Aisa Mai Hu Shikari
Ho Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Khel Khel Me Mel Ho Dil Ka Aisa Khel Dikhau
Najaro Ki Mai Dor Phenk Kar Teraa Dil Ulajhau
Khel Khel Me Mel Ho Dil Ka Aisa Khel Dikhau
Najaro Ki Mai Dor Phenk Kar Teraa Dil Ulajhau
Pagal Ko Pagal Pahchane Jane Nahi Anaadi
Ho Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Bina Tir Dil Ghayal Kar Du
Aisa Mai Hu Shikari
Ho Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Chhupne Vale Chhupkar Aate Chhupkar Kare Ishara
Lekin Dard Chhupaye Kaise Tir-e-najar Ka Mara
Chhupne Vale Chhupkar Aate Chhupkar Kare Ishara
Lekin Dard Chhupaye Kaise Tir-e-najar Ka Mara
Ek Adaa Pe Ham Karte Karban Yeh Duniya Sari
Ho Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Bina Tir Dil Ghayal Kar Du
Aisa Mai Hu Shikari
Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Jamin Pe Chaand Ka Nur Dekho
Ye Batre Ki Hur Dekho
Aaya Aaya Salaam Mere Yaar Ka
Aaya Aaya Salaam Mere Yaar Ka
Ab Nahi Gam Shab-e-intzaar Ka
Ab Nahi Gam Shab-e-intzaar Ka
Ya Habibi Ya Habibi Ya Habibi
Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Dekho Rajasthani Paani Aayi Chham Chham Karti Jawani
Aaj Maahne Aaj Maahne Aaj Maahne
Devar Le Le Aayo Re
Sawaniya Man Bhayo Re Bhayo Re
Sasariye Jaaun Hud Pihare Ki Aave Re
Sasariye Jaaun Hud Pihare Ki Aave Re
Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madari
Bina Tir Dil Ghayal Kar Du
Aisa Mai Hu Shikari
Ho Mai Hu Mast Madari
Ho Mai Hu Mast Madari
Mai Hu Mast Madaree Song Lyrics from the movie/album Madari released in the year 2018 starring Rajan, Chitra. The song Mai Hu Mast Madaree was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Pt. Madhur
Share your thoughts