Mai Ho Gayi Athara Saal Ki Song Lyrics from the movie/album Bandish released in the year 2018 starring Jackie Shroff, Juhi Chawla. The song Mai Ho Gayi Athara Saal Ki was sung by Ila Arun, Bela Sulakhe. This movie/album was directed by Prakash Jha. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer

Mai Ho Gayi Athara Saal Ki Lyrics

Iske Naina Teer Kaman Iski Phulo Si Muskan
Ye Hai Diwano Ki Jaan Ispe Sare Hai Kurban Hay
Koi Tirchi Nazar Se Mare To Koi Laila Kahke Pukare
Koi Tirchi Nazar Se Mare To Koi Laila Kahke Pukare
Aa Gayi Hai Umariya Bawal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki

Koi Tirchi Najar Se Mare To Koi Laila Kahke Pukare
Aa Gayi Hai Umariya Bawal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki

Pandrah Solah Satarh Baras Gaye
Milne Ki Khatir Arman Taras Gaye
Pandrah Solah Satarh Baras Gaye
Milne Ki Khatir Arman Taras Gaye
Dhire Dhire Badhne Lagi Hai Lali Gulabi Gal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki

Aayi Chail Chabili Nar Rup Saje Solah Singar
Najuk Najuk Si Kachnar Ek Najar Daso Bimar
Chori Chori Aayi Jawani Kaisi Musibat Layi Jawani
Chori Chori Aayi Jawani Kaisi Musibat Layi Jawani
Meri Sari Dunia Diwani Mastani Meri Chal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Koi Tirchi Nazar Se Mare Koi Laila Kahke Pukare
Koi Tirchi Nazar Se Mare Koi Laila Kahke Pukare
Aa Gayi Hai Umariya Bawal Ki
Aa Gayi Hai Umariya Bawal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki
Mai Ho Gayi Athrah Saal Ki

Share your thoughts

Anand milind hit songs, Main ho gayi atharah saal ki, Bandish, Bandish movie songs 1996, Anant musical dreams, Sara ali khan and varun dhawan, Sara ali khan, Alisha chinai, Darwaza khula chod aayi nind ke mare song, Darwaza khula chod aayi, Alka yagnik ila arun songs, Mirchi lagi toh varun dhawan, Mirchi lagi to main kya karun, Ila arun, Main ho gayi athrah saal ki alka yagnik, Coolie no 1 varun dhawan, Varun dhawan coolie no 1, Mai ho gayi athrah saal ki