Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Song Lyrics from the movie/album Hum Dono (1961). The song Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya was sung by Mohammad Rafi. The music was given by Jaidev Verma

Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Lyrics

Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan
Maein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Share your thoughts

Main zindagi ka saath nibhata chala gaya, Mein zindagi ka saath nibhata chala gaya, Main zindagi ka saath nibhata chala gaya lyrics, :main zindagi ka saath nibhata chala gaya, Main zindagi ka sath nibhata | mohammed rafi | music jaidev | hum dono 1962, Main zindagi ka saath nibhat chala gaya, Main jindagi ka sath nibhata chala gaya, Main zindagi ka saath nibhata chala gaya hum dono commentary, Mai jindgagi ka sath nibhata chala gaya, Mai zindagi ka saath nivata chala gaya