Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Song Lyrics from the movie/album Dil Tera Diwana (1962). The song Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye was sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi. The music was given by Shankar-Jaikishan

Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Lyrics

Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye, Ke Bemaut Maare Gaye Hum Bichaare
Saagar Se Gehari Tumhari Nigaahe Dubo De Na Hamako Yeh Laakar Kanaare
Saagar Se Gehari

Huwa Samna Kya Ke Sau Tir Khaye, Ajab Tir The Woh Najar Bhi Na Aaye-2
Kya Hum Pe Gujari Tumhe Kya Bataaye, Ke Bemaut Maare Gaye Hum Bechaare
Saagar Se Gehari Tumhari Nigaahe Dubo De Na Hamako Yeh Laakar Kanaare
Saagar Se Gehari

(Mohabbat Ki Unchhaayi Par Aa Chuke Hum
Ke Abb Raahon Ki Dhul Hai Dono Aalam) – (2)
Magar Keh Rahi Hai Yeh Dil Ki Sadaaye, De Na Hamako Yeh Laakar Kanaare
Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye, Ke Bemaut Maare Gaye Hum Bichaare
Maasum Chehara

Diya Jakhm Tumne Bada Khubsurat, Liya Daag Hamne Bada Khubsurat – (2)
Salaamat Rahein Aapki Yeh Jafaayein Ke Bemaut Maare Gaye Hum Bichaare
Saagar Se Gehari Tumhari Nigaahe Dubo De Na Hamako Yeh Laakar Kanaare
Maasum Chehara

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Masoom chehra ye qatil adayen, Mohammed rafi, #lata mangeshkar karaoke, Mohammad rafi, Dil tera deewana (1962), Dil tera diwana hai sanam, Lata mangeshkar (singer), Mohammad, Lata mangeshkar songs, Dil tera deewana (1961), Yeh chehra yeh zulfein jaadu sa kar rahe hain, Mohammad rafi hit songs, Mohammad afi, Mangeshkar, Dhadakne lagta hai mera dil, Shankar jaikishan lata mangeshkar mohammed rafi classic hindi soundtracks : dil deke dekho (1959)