Maang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se Song Lyrics from the movie/album Romance released in the year 2018 starring Kumar Gaurav, Poonam Dhillon. The song Maang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se was sung by Amit Kumar, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ramanand Sagar. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Maang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se Lyrics

Mang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se
Arey Ji Nahi Bharta Teri Tasvir Se
Mang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se
Arey Ji Nahi Bharta Teri Tasvir Se
Mang Lungi Mai Tujhe Taqdir Se
Ho Ji Nahi Bharta Teri Taharir Se

Yu Dhadakata Hai Kai Rato Se Dil
Bas Gaya Samjho Mere Hatho Se Dil
Kya Bhare Kad Ki Mulakato Se Dil
Kaise Bahalau Teri Bato Se Dil
Kya Kahu Mai Is Dile Be Pir Se
Arey Ji Nahi Bharta Teri Tasvir Se
Mang Lungi Mai Tujhe Taqdir Se
Ho Ji Nahi Bharta Teri Taharir Se

Har Sitam Manjur Hai Vaise Mujhe
Naam Bhulega Tera Kaise Mujhe
Yaad Aati Hai Teri Aise Mujhe
Tune Itni Dhur Se Jaise Mujhe
Bhand Rakha Hai Kisi Zanzir Se
Ho Ji Nahi Bharta Teri Tahrir Se
Mang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se
Arey Ji Nahi Bharta Teri Tasvir Se

Tere Mere Shaher Ki Ye Duriya
Hum Ne Shamo Shaher Ki Ye Duriya
Hai Kayamat Kahar Ki Ye Duriya
Aaye Aatho Pahar Ki Ye Duriya
Ho Ji Nahi Bharta Teri Tahrir Se
Mang Lunga Mai Tujhe Taqdir Se
Arey Ji Nahi Bharta Teri Tasvir Se

Share your thoughts

Your Commento.io account has been suspended. Go to the Commento dashboard to resolve this.
Maang loonga main tujhe, Maang loonga main tujhe lata mangeshkar, Lata mangeshkar, Maang loonga main tujhe romance, Maang loonga main tujhe amit kumar, Amit kumar and lata mangeshkar, Maang lunga me tujhe, Maang loonga main tujhe karaoke only d2 lata mangeshkar amit kumar romance 1983, Maang loonga main tujhe taqdeer se karaoke for male, Maang loonga main tujhe taqdeer se, Mang lunga mai tujhe, Maang loonga main tujhe karaoke, Amit kumar, Maan lunga main tumhe