Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Yaad Aati Hai Chauka-baasan
Chimta Fukani Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Baan Ki Khurri Khaat Ke Upar
Har Aahat Pe Kaan Dhare
Baan Ki Khurri Khaat Ke Upar
Har Aahat Pe Kaan Dhare
Baan Ki Khurri Khaat Ke Upar
Har Aahat Pe Kaan Dhare
Aadhi Soi Aadhi Jaagi
Thaki Dopahari Jaisi Maa
Aadhi Soi Aadhi Jaagi
Thaki Dopahari Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Chidiyo Ke Chehkaar Me Gunje
Kabhi Mohammad Kabhi Ali
Chidiyo Ke Chehkaar Me Gunje
Kabhi Mohammad Kabhi Ali
Chidiyo Ke Chehkaar Me Gunje
Kabhi Mohammad Kabhi Ali
Murge Ki Aawaz Se Khulti
Ghar Ki Kundi Jaisi Maa
Murge Ki Aawaz Se Khulti
Ghar Ki Kundi Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Biwi Beti Behan Padosan
Thodi Thodi Si Sab Me
Biwi Beti Behan Padosan
Thodi Thodi Si Sab Me
Biwi Beti Behan Padosan
Thodi Thodi Si Sab Me
Din Bhar Ek Rassi Ke Upar
Chalti Natni Jaisi Maa
Din Bhar Ek Rassi Ke Upar
Chalti Natni Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Baant Ke Apna Chehra Matha
Aankhen Jaane Kahan Gayi
Baant Ke Apna Chehra Matha
Aankhen Jaane Kahan Gayi
Baant Ke Apna Chehra Maatha
Aankhen Jaane Kahan Gayi
Fate Purane Ek Aalbum Me
Chanchal Ladki Jaisi Maa
Fate Purane Ek Aalbum Me
Chanchal Ladki Jaisi Maa
Yaad Aati Hai Chauka-baasan
Chimta Fukani Jaisi Maa
Besan Ki Sondhi Roti Par
Khatti Chatni Jaisi Maa
Maa (Aman) Song Lyrics from the movie/album Aman (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Maa (Aman) was sung by Pankaj Udhas. The lyrics were Penned by Nida Fazli
Share your thoughts