Log Kehte Hai Ke Hum Tumse Kinara Kar Le
Tum Jo Keh Do To Sitam Ye Bhi Gavara Kar Le
Log Kehte Hai
Tumne Jis Haal-ae-paresha Se Nikala Tha Hame
Aasra De Ke Mohabbat Ka Sambhala Tha Hame
Sochte Hai Ke Wahi Sochte Hai Ke Wahi
Haal Dobara Kar Le
Tum Jo Keh Do To Sitam Ye Bhi Gavara Kar Le
Log Kehte Hai
Yu Bhi Ab Tumse Mulakat Nahi Hone Ki
Mil Bhi Jao Mil Bhi Jao To Koi Baat Nahi Hone Ki
Aakhri Baar Bas Ab Aakhri Baar Bas Ab Jikr Tumhara Kar Le
Tum Jo Keh Do To Sitam Ye Bhi Gavara Kar Le
Log Kehte Hai
Aakhri Baar Khayalo Me Bula Le Tumko
Aakhri Baar Kaleje Se Laga Le Tumko
Aur Phir Apne Tadapne Aur Phir Apne Tadapne Ka Najara Kar Le
Tum Jo Keh Do To Sitam Ye Bhi Gavara Kar Le
Log Kehte Hai Ke Hum Tumse Kinara Kar Le
Log Kehte Hain Ki Tujhse Kinara Kar Le Song Lyrics from the movie/album Bahu Begum released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Meena Kumari. The song Log Kehte Hain Ki Tujhse Kinara Kar Le was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi
Share your thoughts