Le Ke Sahaara Tere Pyar Ka Song Lyrics from the movie/album Naache Nagin Baje Been released in the year 2018 starring Chandrashekhar, Kumkum. The song Le Ke Sahaara Tere Pyar Ka was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Tara Harish. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Le Ke Sahaara Tere Pyar Ka Lyrics

Leke Sahara Tere Pyar Ka
Leke Sahara Tere Pyar Ka
Dekhe Rasta Tera Haye Koi Bekarar Sa
Leke Sahara Tere Pyar Ka
Ho Leke Sahara Tere Pyar Ka

Khili Toh Hai Dali Dali Kali Teri Yaad Ki
Magar Tere Ghum Ka Shola Lagata Hai Aag Si
Khili Toh Hai Dali Dali Kali Teri Yaad Ki
Magar Tere Ghum Ka Shola Lagata Hai Aag Si
Sitam Hai Suhana Zamana Ye Bahar Ka
Leke Sahara Tere Pyar Ka
O Leke Sahara Tere Pyar Ka

Dil Hi Mila Aisa Humko Nasib Se
Bahle Na Dekhe Bina Tujhko Karib Se
Dil Hi Mila Aisa Humko Nasib Se
Bahle Na Dekhe Bina Tujhko Karib Se
Kahe Hai Diwana Diwana Main Hu Yaar Ka
Leke Sahara Tere Pyar Ka
Aa Leke Sahara Tere Pyar Ka

Kabhi Ghar Se Bahar Aake Meri Chahat Dekhte
Pathra Gaye Do Naina Teri Raah Dekhte
Kabhi Ghar Se Bahar Aake Meri Chahat Dekhte
Pathra Gaye Do Naina Teri Raah Dekhte
Jara Sun Ke Jana Afsana Intzaar Ka
Leke Sahara Tere Pyar Ka
Haye Leke Sahara Tere Pyar Ka
Dekhe Rasta Tera Haye Koi Bekarar Sa
Leke Sahara Tere Pyar Ka

Share your thoughts

Mohammed rafi songs, Nache nagin baje been, Saathiya nahin jana with english lyrics, Meena kumari, Saathiya nahin jana with lyrics, Saathiya nahin jana with hindi lyrics, Mohammad rafi hit songs, Saathiya nahin jana lyrics, Haye re haye neend nahin aaye humjoli 1970 hd, Mohammad rafi, Ae mere zohra jabeen with lyrics, Mohammad rafi songs, Mohammed rafi hit songs, Lyrics of hindi songs, Mohammad irfan, Yaad na jaaye beete dinon ki lyrics, Mohammed rafi