Lab Pe Tere Iqaraar-E-Mohabbat Sher Gazal Ka Lagataa Hai Song Lyrics from the movie/album Info NA released in the year 2018. The song Lab Pe Tere Iqaraar-E-Mohabbat Sher Gazal Ka Lagataa Hai was sung by Hussain Brothers

Lab Pe Tere Iqaraar-E-Mohabbat Sher Gazal Ka Lagataa Hai Lyrics

Lab Pe Tere Iqaraar E Mohabbat
Sher Gazal Ka Lagta Hai
Sharm Se Chehra Laal Gulaabi
Phul Kamal Ka Lagta Hai
Lab Pe Tere

Dil Ko Nazar Se Takraye Bhi
Ek Zamana Beet Gaya
Chot Magar Hai Itni Taza
Hadsa Kal Ka Lagta Hai
Lab Pe Tere

Bekhud Hokar Mast Hawaye
Aise Kab Lahraati Thi
Ye Jaadu To Halke Halke
Us Aanchal Ka Lagta Hai
Lab Pe Tere

Hum Samjhe The Bhul Gaye Hain
Wo Chahat Ka Afasana
Aaj Magar Phir Dard Sa
Dil Me Halka Halka Lagta Hai

Lab Pe Tere Iqaraar E Mohabbat
Sher Gazal Ka Lagta Hai
Sharm Se Chehra Laal Gulaabi
Phul Kamal Ka Lagta Hai
Lab Pe Tere

Share your thoughts

Hussain, Talib hussain dard, Ghazal, Talib hussain dard dohre, Talib hussain dard watan, Sad ghazal whatsapp status, Lyrics, Talib hussain dard sad, Talib hussain dard songs, Talib hussain dard audio, Talib hussain dard old songs, Talib hussain, Ahmed hussain and mohammed hussain, Ghazal gam bhari, Sad ghazal jagjit singh, Sufi brothers, Murad atish gazal, Murad atish ki gazal, Ghazal jagjit singh, Sonia hussain, Sad ghazal, Ghazal gana, New sad ghazal