Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye Song Lyrics from the movie/album Mohini released in the year 2018 starring Shahu Modak, Nirupa Roy. The song Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Raman Desai. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan

Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye Lyrics

Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye
Mahlo Ki Rani
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye
Mahlo Ki Rani Kismat Ne Likhi Aansuo
Se Teri Kahani O Mahlo Ki Rani
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye

Itni Badi Duniya Me Bhi Koi Nahi Tera
Itni Badi Duniya Me Bhi Koi Nahi Tera
Ya Thokar Kismat Ki Hai Ya Gham Ka Andhera
Haye Ya Gham Ka Aandhera
Is Duniya Ne Ab Tujhe Mitane Ki Hai Thani
Kismat Ne Likhi Aansuo
Se Teri Kahani O Mahlo Ki Rani
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye

Aansu Tere Hansti Huyi Kaliyo Ko Rula De
Aansu Tere Hansti Huyi Kaliyo Ko Rula De
Aahe Teri Aakash Ke Pardo Ko Hila De
Pardo Ko Hila De Nadan Tha Vo Jisne
Teri Ek Na Mani Kismat Ne Likhi Aansuo
Se Teri Kahani O Mahlo Ki Rani
Kya Kya Nasitam Tujhpe Huye

Aankhe Teri Benur Huyi Dil Tera Tuta
Aankhe Teri Benur Huyi Dil Tera Tuta
Bhagwan Ke Hote Huye
Sansar Ne Luta Sansar Ne Luta
Duniya Me Kisi Ne Bhi Teri Kadar Na Jani
Kismat Ne Likhi Aansuo
Se Teri Kahani O Mahlo Ki Rani
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye
Kismat Ne Likhi Aansuo
Se Teri Kahani O Mahlo Ki Rani
Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye

Share your thoughts

Kya kya na sitam tujhpe huye asha, Kya kya na sitam tujhpe hue mohd rafi sahab, Kya kya na sitam tujhpe huye, Bhonsle mohammad rafi mohini 1958 n.dutta, Mohammed rafi, Mohini, Mohammed rafi (musical artist), Film mohini, Sanam teri kasam with lyrics, Datta dharmadhikari, Yeh vaada raha lyrics, Uncha lamba kad lyrics, Kuch bhi ho jaye lyrics, Dhak dhak dil mera lyrics, Dil ibadat kar raha hai full song with lyrics, Tujhse door jo hota hu tukda tukda sota hu, Sonu nigam