Kya Hua Kya Hua
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhar Kiya
Aapse Pyar Kiya
Kya Hua Kya Hua
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhar Kiya
Aapse Pyar Kiya
Aapne Kyu Mujhe Ruswa Sare Bazar Kiya
Khub Ye Pyar Kiya
Kya Hua Kya Hua
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhar Kiya
Aapse Pyar Kiya
Aapne Kyu Mujhe Ruswa Sare Bazar Kiya
Khub Ye Pyar Kiya
Pyar Hi Ek Junun Hume Malum Na Tha
Ishq Me Hota Yu Hume Malum Na Tha
Jadugar Tera Fusu Hume Malum Na Tha
Mar Doge Hume Yu Hume Malum Na Tha
Hai Khata Hai Khata Aapki Fir Husn Pe Kyu War Kiya
Khub Ye Pyar Kiya
Kya Hua Kya Hua
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhar Kiya
Aapse Pyar Kiya
Aapne Kyu Mujhe Ruswa Sare Bazar Kiya
Khub Ye Pyar Kiya
Ho Gaye Tujhpe Fida Teri Aankho Ki Kasam
Yahi Manjil Hai Meri Teri Julfo Ki Kasam
Tune Sikhi Na Wafa Tere Wado Ki Kasam
Hume Aaye Na Yakin Teri Bato Ki Kasam
Humne Kyu Humne Kyu Muft Me Dil Ko Gunehgar Kiya
Haye Kyu Pyar Kiya
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhar Kiya
Aapse Pyar Kiya
Aapne Kyu Mujhe Ruswa Sare Bazar Kiya
Khub Ye Pyar Kiya
Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhaar Kiya, Aap Se Pyar Kiya Song Lyrics from the movie/album Yeh Dil Kisko Doon released in the year 2018 starring Shashi Kapoor, Ragini. The song Kya Hua Maine Agar Ishq Ka Izhaar Kiya, Aap Se Pyar Kiya was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by K Mishra. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi
Share your thoughts