Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Ek Purana Khat Khola Anjane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Ek Purana Khat Khola Anjane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Afsane Me
Afsane Me
Shaam Ke Saaye Baalishto Se Naape Hai
Shaam Ke Saaye Baalishto Se Naape Hai
Shaam Ke Saaye Baalishto Se Naape Hai
Chand Ne Kitni Der Laga Di Aane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Afsane Me
Afsane Me
Dil Par Dastak Dene Ye Kaun Aaya Hai
Dil Par Dastak Dene Ye Kaun Aaya Hai
Dil Par Dastak Dene Ye Kaun Aaya Hai
Kiski Aahat Sunta Hu Viraane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Afsane Me
Afsane Me
Jane Kiska Zikr Hai Is Afsane Me
Jane Kiska Zikr Hai Is Afsane Me
Jane Kiska Zikr Hai Is Afsane Me
Dard Maje Leta Hai Jo Dohrane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Ek Purana Khat Khola Anjane Me
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Me
Afsane Me
Afsane Me
Kushbu Jaise Log Mile Afasaane Men Song Lyrics from the movie/album Visaal (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Kushbu Jaise Log Mile Afasaane Men was sung by Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts