Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai Song Lyrics from the movie/album Ek Nai Paheli released in the year 2018 starring Raaj Kumar, Hema Malini. The song Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by K Balachander. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai Lyrics

Aa Aa Aa Aa
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain
Na Jane Is Kuchh Ka Kya Naam Hain
Naam Bhi Hain Kuchh Iska Ya Benam Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain

Mujhko Bas Maalum Hain Ye
Tum Mujhko Achche Lagte Ho
Mujhko Bas Maalum Hain Ye
Tum Mujhko Achche Lagte Ho
Duniya Jhuthi Lagti Hain
Bas Tum Ek Sachche Lagte Ho
Bolo Isme Mera Kya Kasur Hain
Bolo Isme Mera Kya Kasur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain

Jaane Kya Ho Jaata Hain
Jab-jab Tum Samne Aate Ho
Jaane Kya Ho Jaata Hain
Jab-jab Tum Samne Aate Ho
Main Kuchh Sharma Jati Hu
Tum Bhi Kuchh Ghabra Jate Ho
Iska Matlab Jo Nikle
Iska Matlab Jo Nikle Manjur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain

Mera Man Mujhse Puchhe
Main Man Se Puchha Karti Hu
Mera Man Mujhse Puchhe
Main Man Se Puchha Karti Hu
Tum Koi Bhagwan Ho Kya
Tum Koi Bhagwan Ho Kya
Main Jiski Puja Karti Hu
Main Bolu Na Man Bole
Main Bolu Na Man Bole
Majbur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain
Na Jane Is Kuchh Ka Kya Naam Hain
Naam Bhi Hain Kuchh Iska Ya Benam Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh Jarur Hain
Ham Dono Me Kuchh Na Kuchh
Kuchh Na Kuchh
Kuchh Na Kuchh Jarur Hain

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal songs, Laxmikant pyarelal, Laxmikant pyarelal superhit songs, Asha bhosle, Kuchh na kuchh zaroor hai, Laxmikant pyarelal live, Laxmikant - pyarelal, Laxmikant pyarelal hits, Asha bhosle hit songs, Laxmikant pyarelal all songs, Laxmikant pyarelal hit songs, Laxmikant pyarelal songs collection, Asha bhosle songs, Rishi kapoor, Lyrics of hindi songs, Rishi kapoor songs, Jhoomka gira re lyrics, Sheesha ho ya dil ho lyrics