Kuch Bhi Nahi Hai Zindagi Sukh Dukh Ki Hai Kahani
Kuch Bhi Nahi Hai Zindagi Sukh Dukh Ki Hai Kahani
Mazil Use Mili Yaha Jisne Na Haar Mani
Jisne Na Haar Mani Kuch Bhi Nahi Hai Zindagi
Sukh Dukh Ki Hai Kahani
Kahti Hai Humse Roshni Jayega Har Andhera
Jiski Tujhe Talash Hai Aayega Vo Savera
Kahti Hai Humse Roshni Jayega Har Andhera
Jiski Tujhe Talash Hai Aayega Vo Savera
Aayega Vo Savera Umido Ke Sahare Katti Hai
Zindgani Katti Hai Zindgani Kuch Bhi Nahi Hai Zindagi
Sukh Dukh Ki Hai Kahani
Khushiya Usi Ke Pass Hai Jisne Gamo Ko Jhela
Sapne Sabhi Ke Sath Hai Koi Nahi Akela
Khushiya Usi Ke Pass Hai Jisne Gamo Ko Jhela
Sapne Sabhi Ke Sath Hai Koi Nahi Akela
Koi Nahi Akela Sanse Hai Chand Roz Ki
Duniya Hai Aani Jani Duniya Hai Aani Jani
Kuch Bhi Nahi Hai Zindagi Sukh Dukh Ki Hai Kahani
Kuch Bhi Nahi Zindagi Sukh Dukh Ki Hai Kahani Song Lyrics from the movie/album Meena Bazar released in the year 2019 starring Vikram Razdan, Roopa Ganguly. The song Kuch Bhi Nahi Zindagi Sukh Dukh Ki Hai Kahani was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by P Chandra Shekhar. The music was given by Naresh Sharma. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts