Koi Na Tere Pahle Thi Song Lyrics from the movie/album Amar Deep (1979). The song Koi Na Tere Pahle Thi was sung by Kishore Kumar. The music was given by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Koi Na Tere Pahle Thi Lyrics

(Koi Na Tere Pahle Thi
Na Tere Bad Hogi) – (2)
Jab Tak Ye Dil Hai
Is Dil Me Teri Yaad Hogi
Ho Bogi Bogi Ho Bogi Bogi – 2

Tum Mera Aitbar Karo
Ji Bhar Ke Mujhse Pyar Karo
Hai Yaad Mujhe Apne Wade
Bas Thoda Sa Intzar Karo
Tum Mera Aitbar Karo
Ji Bhar Ke Mujhse Pyar Karo
Mere Dil Ki Ye Duniya
Tujhse Aabad Hogi
Jab Tak Ye Dil Hai
Is Dil Me Teri Yaad Hogi
Ho Bogi Bogi Ho Bogi Bogi

Wo Subha Nahi Wo Sham Nahi
Jab Lab Pe Tera Naam Nahi
Din Rat Tadapta Rahta Hu
Aur Mujhe Kuch Kam Nahi
Bas Aur Mujhe Kuch Kam Nahi

Mere Hotho Pe Hardam
Bas Ye Fariyad Hogi
Jab Tak Ye Dil Hai
Is Dil Me Teri Yaad Hogi
Ha Bogi Bogi Ho Bogi Bogi

Ae Hal Raha To Ae Jana – 2
Mai Ho Jaunga Diwana Diwana
Har Ek Zuba Se Sun Lena
Tu Mere Pyar Ka Afsana Afsana

Teri Ulfat Me Meri
Duniya Barbad Hogi
Jab Tak Ye Dil Hai
Is Dil Me Teri Yaad Hogi
Ho Bogi Bogi Ho Bogi Bogi
Ho Bogi Ho Bogi
Ho Bogi Bogi Ho Bogi Bogi

Share your thoughts

Kishore kumar, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar song, Kishore kumar songs, Best of kishore kumar, Kishor kumar, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar (musical artist), Kumar, Nayan sarasi keno sung by kishore kumar, Bengali puja hits by kishore kumar, Karaoke songs with lyrics, Ami je ke tomar eshe gechi kachakachi lyrics, Kishore kumar hits, Hits kishore kumar, Kishore kumar tribute, Kishore kumar hit song, Top hits of kishore kumar