Chup Raha Dil Ye Or Sab Kah Gaya
Jaise Koi Dariya Josh Me Bah Gaya
Ruk Nahi Pau Behti Jau
Mai Machal Gayi Mai Sambhal Gayi
Ke Badal Gayi Hua Kya
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Jab Tum Muskurate Ho Man Ke Deep Jalate Ho
Jab Tum Paas Aate Ho Manjil Nayi Dikhate Ho
Mai Nikhar Chali Mai Sawar Chali
Mai Kidhar Chali Pata Kya
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Jab Tu Muskurati Hai Bijli Bhi Sharmati Hai
Palke Jab Uthati Hai Dunia Thahar Jati Hai
Tere Rang Ne Tere Dhang Ne Tere Sang Ne Kiya Kya
Mai Machal Gayi Mai Sambhal Gayi
Ke Badal Gayi Hua Kya Tere Pyar Me Intzar Me
Tere Nikhar Me Hua Kya
Mai Nikhar Chali Mai Sawar Chali
Mai Kidhar Chali Pata Kya
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Koi Mere Dil Se Puche Koi Mere Dil Se Puche
Koi Mere Dil Se Puchhe Song Lyrics from the movie/album Koi Mere Dil Se Poochhe released in the year 2018 starring Jaya Bachchan, Sanjay Kapoor. The song Koi Mere Dil Se Puchhe was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Vinay Shukla. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Ibrahim Ashq
Share your thoughts