O Ho O………
Kitnee Narmee Se Kitne Dhire Se – (2)
Dil Me Aatee Hain – (2)
Dabe Pav Mohabbat Aur Phir
Dhadkano Me Chupke Yeh Phir Doltee Hain
Rang Sa Jindagee Me Gholatee Hain
Aankho Ankho Me Jaise Bolatee Hain – (2)
Haule Se Dhire Se, Kitnee Narmee Se Kitne Dhir Se
Phul Par Aus Jaise Girtee Hain, Lehar Sahil Se Jaise Miltee Hain
Khusbu Jaise Fija Me Chatee Hain, Dil Me Aaise Mohabbat Aatee Hain
Dhadkano Me Yeh Chupke Doltee Hain, Rang Sa Jindagee Me Gholatee Hain
Aankho Ankho Me Jaise Bolatee Hain -2, Haule Se Dhire Se
Kitnee Narmee Se Kitne Dhir Se, O Ho O…….
Kitne Rangin Najare Lagte Hain, Jitne Mausam Hain Pyare Lagte Hain
Yeh Duniya Khoobsurat Lagtee Hain, Hai Kya Hij Yeh Mohabbat Hain
Dhadkano Me Yeh Chupke Doltee Hain, Rang Sa Jindagee Me Gholatee Hain
Aankho Ankho Me Jaise Bolatee Hain – (2)
Haule Se Dhire Se
Kitnee Narmee Se Kitne Dhir Se – (2)
Dil Me Aatee Hain – (2)
Dabe Pav Mohabbat Aur Phir
Dhadkano Me Chupke Yeh Phir Doltee Hain
Rang Sa Jindagee Me Gholatee Hain
Aankho Ankho Me Jaise Bolatee Hain – (2)
Haule Se Dhire Se, Kitnee Narmee Se Kitne Dhir Se…..
Kitnee Narmee Se Kitne Dhire Se Song Lyrics from the movie/album Dil Jo Bhi Kahe. The song Kitnee Narmee Se Kitne Dhire Se was sung by Sonu Nigam. The music was given by Shankar-Ehsaan-Loy. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts