Kitna Intezar Song Lyrics from the movie/album Hatya - The Murder released in the year 2018 starring Akshay Kumar, Varsha Usgaonkar. The song Kitna Intezar was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Kader Kashmiri. The music was given by Nadeem Shravan

Kitna Intezar Lyrics

Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun
Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun
Mil Ke Bhi Hain Juda Juda Bas Ye Sawal Hai
Bechaini Bekaraari Ko Kaise Baya Karun
Main Apni Bebasi Ka Izhaar Kyaa Karun
Main Apni Bebasi Ka Izhaar Kyaa Karun
Jab Se Mila Hun Tab Se Ye Sawaal Hain
Bechaini Bekaraari Ko Kaise Baya Karun
Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun

Chahat Ho Tum Meri Ho Mohabbat Ka Husala
Chahat Ho Tum Meri Ho Mohabbat Ka Husala
Meri Wafa Ko Mod Naya Tumse Hain Mila
Hain Kyaa Khayal Dil Mein Sanam
Kaise Main Kahun
Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun

Tum Dhadkne Ho Dil Ki
Tum Meri Shayari
Tum Dhadkne Ho Dil Ki
Tum Meri Shayari
Nazron Mein Nazaron Mein Jaanam Ho Tum Basi
Aise Mein Dur Tujhse Bhala Kaise Main Rahun
Main Apni Bebasi Ka Izhaar Kyaa Karun
Jab Se Mila Hun Tab Se Ye Sawaal Hain
Bechaini Bekaraari Ko Kaise Baya Karun
Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun
Kitna Intezaar Tera Aur Main Karun

Share your thoughts

Nadeem shravan hit songs, Nadeem shravan, Kumar sanu, Alka yagnik songs, Alka yagnik, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Nadeem shravan songs, Kumar sanu hit songs, Kitna intezar, Kumar sanu songs, Music video with lyrics, Alka yagnik kumar sanu romantic song, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Kumar sanu alka yagnik romantic songs, Kumar sanu alka yagnik sad song, Alka yagnik kumar sanu hit song, Kumar sanu alka yagnik hit song, Alka yagnik kumar sanu