Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Jhumke Aayi Ghata
Tut Ke Barsa Pani
Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Koi Matwali Ghata Pee Ke
Jawani Ki Umang
Koi Matwali Ghata Pee Ke
Jawani Ki Umang
Ji Baha Le Gaya
Barsaat Ka Pehla Pani
Ji Baha Le Gaya
Barsaat Ka Pehla Pani
Jhumke Aayi Ghata
Tut Ke Barsa Pani
Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Tiktiki Baandhe Wo Firte Hai
Mai Is Fikar Me Hu
Tiktiki Baandhe Wo Firte Hai
Mai Is Fikar Me Hu
Kahin Khaane Lage Chakkar
Na Ye Gehra Pani
Kahin Khaane Lage Chakkar
Na Ye Gehra Pani
Jhumke Aayi Ghata
Tut Ke Barsa Pani
Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Baat Karne Me
Wo Un Aankho Se Amrit Tapka
Baat Karne Me
Wo Un Aankho Se Amrit Tapka
Aarzu Dekhte Hi
Muh Me Bhar Aaya Pani
Aarzu Dekhte Hi
Muh Me Bhar Aaya Pani
Jhumke Aayi Ghata
Tut Ke Barsa Pani
Kisne Bhige Huye Baalon Se
Ye Jhatka Pani
Kisne Bhige Huye Balo Se Song Lyrics from the movie/album Visions (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Kisne Bhige Huye Balo Se was sung by Jagjit Singh. The music was given by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Arzoo Lucknawi
Share your thoughts