Kismat Likhne Wale Par Zara Bas Jo Chale Hamara
Apne Hisse Me Likhle Hum Sara Pyar Tumhara

Tum Pyar Ka Suraj Ho Roshan Hai Dil Hamara
Hum Khich Ke Chale Aaye Akasrshan Hai Tumhara

Ek Nur Tumhara Hai Ek Pyar Tumhara Hai
Dono Ke Siwa Janam Dunia Me Or Kya Hai
Kismat Likhne Wale Par Zara Bas Jo Chale Hamara
Apne Hisse Me Likhle Hum Sara Pyar Tumhara
Dil Jeet Liya Hai Wafa Se Priyatam Tere Kya Kahne
Tum Saji O Sundarta Se Sadgun Ke Gahne Pahne

Ye Tera Jamana Hai Ye Teri Jawani Hai
Har Premi Ke Lab Par Apni Ye Prem Kahani Hai
Kismat Likhne Wale Par Zara Bas Jo Chale Hamara
Apne Hisse Me Likhle Hum Sara Pyar Tumhara
Kismat Likhne Waale Par Zara Bas Jo Chale Humara Song Lyrics from the movie/album Singhasan released in the year 2018 starring Jeetendra, Jaya Prada. The song Kismat Likhne Waale Par Zara Bas Jo Chale Humara was sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Krishna 1. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts