Kisi Surat Bhi Nind Aati Song Lyrics from the movie/album Aawara Zindagi released in the year 2018 starring Raj Kiran, Saloni. The lyrics were Penned by Hasan Kamal

Kisi Surat Bhi Nind Aati Lyrics

Kisi Surat Bhi Nind Aati Nahi Main Kaise So Jaaun
Koi Shay Dil Ko Bahlati Nahi Main Kaise So Jaaun
Main Kaise So Jaaun

Akela Pake Mujhko Yaad Unki Aa To Jaati Hai
Akela Pake Mujhko Yaad Unki Aa To Jaati Hai
Magar Fir Laut Kar Jati Nahi Main Kaise So Jaaun
Main Kaise So Jaaun

Shaba Lekar Tere Jhulfo Ki Khusbhu Aa To Jati Hai
Shaba Lekar Tere Jhulfo Ki Khusbhu Aa To Jati Hai
Magar Paigam Kuch Laati Nahi Main Kaise So Jaaun
Main Kaise So Jaaun

Sitare Ye Khabar Laye Ke Ab Wo Bhi Presha Hai
Sitare Ye Khabar Laye Ke Ab Wo Bhi Presha Hai
Suna Hai Unko Nind Aati Nahi Nahi Main Kaise So Jaaun
Main Kaise So Jaaun
Kisi Surat Bhi Nind Aati Nahi Main Kaise So Jaaun
Main Kaise So Jaaun

Share your thoughts

Hindi songs, Latest hindi songs, Hindi, Awara zindagi, New hindi songs, Latest hindi song, Hindi movie songs, Full hindi song, Hindi romantic songs, Popular hindi songs, Shuruwat ikka lyrics, Zindagi kuch toh bata reprise, Old hindi songs, Hindi songs 2016, Main rahoon ya na rahoon lyrics, Kabhi kabhi aditi zindagi song, Latest hindi album, Kabhi kabhi aditi zindagi, Zindagi kuch toh bata, Koi umeed bar nahi aati koi surat nazar nahi aati, Hindi album