Kisi Ko Kya Khabar Song Lyrics from the movie/album Bhai Bahen released in the year 2016 starring Geeta Bali, Bharat Bhushan. The song Kisi Ko Kya Khabar was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Premlata. This movie/album was directed by Ram Daryani. The music was given by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). The lyrics were Penned by Ishwar Chandra Kapoor. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kisi Ko Kya Khabar Lyrics

Kisi Ko Kya Khabar Hamare Dil Par
Hamare Dil Par Kya Kya Gujarti Hai
Gujarti Hai Gujarti Hai

Zara Tu Dekh Idhar
Aankhen To Char Kar
Aankhen To Char Kar
Hasrat Nikalti Hai
Nikalti Hai Nikalti Hai
Kisi Ko Kya Khabar

Badnam Na Karo Ji
Badnam Na Karo Ji
Prem Kahani Pyar Ki Jaha Ki Hai
Taslum Nishani
Badnam Na Karo Ji
Prem Kahani Pyar Ki Jaha Ki Hai
Taslum Nishani
Bebas Pe Rahem Kar
Yeh Aankheh Ro Rokar
Din Raat Chalakti Hai
Chalakti Hai Chalakti Hai
Kisi Ko Kya Khabar

Pahli Nazar Mein Humne
Pahli Nazar Mein Humne
Dil Ko Luta Diya
Khake Kasam Kisi Ko
Apna Bana Liya
Pahli Nazar Mein Humne
Dil Ko Luta Diya
Khake Kasam Kisi Ko
Apna Bana Liya
Hai Khafi Ek Nazar
Ho Pyar Ki Magar
Duniya Badalti Hai
Badalti Hai Badalti Hai
Kisi Ko Kya Khabar

Ek Dard De Diya
Ek Dard De Diya
Ehsan Kar Diya
Kehte Hai Kisi Ne
Aaj Kamal Kar Diya
Ek Dard De Diya
Ehsan Kar Diya
Kehte Hai Kisi Ne
Aaj Kamal Kar Diya
Ab Kaise Ho Safar
Jab Yaade Reh Reh Kar
Dil Mein Machalti Hai
Machalti Hai Machalti Hai
Kisi Ko Kya Khabar Hamare Dil Par
Hamare Dil Par Kya Kya Gujarti Hai
Gujarti Hai Gujarti Hai.

Share your thoughts

Khatu shyam bhajan, Latest shyam bhajan, Shyam baba bhajan, Shyam sunder se sun ri o meri sakhi, Shyam bhajan, New shyam bhajan, Shyam deewano ne shyam ke pyar me mp3, Shyam deewano ne shyam ke pyar mein, Shyam diwano ne shyam ke pyar me mp3, Khatu shyam latest bhajan, Latest khatu shyam bhajan 2016, Shyam diwano ne shyam ke, Khatu shyam ji ke bhajan, Sanjay mittal shyam bhajan, Shyam ke pyar mein aisi mehfil sajai maza aa gaya, Khatu shyam bhajan 2017