Kis Liye Ankho Me Aansoo Lab Pe Hai Fariyad Kyu Song Lyrics from the movie/album Aaiye released in the year 2018 starring Sulochana Chatterjee, Ashraf Khan. The song Kis Liye Ankho Me Aansoo Lab Pe Hai Fariyad Kyu was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Yakub. The music was given by Shaukat Dehlvi Nashad. The lyrics were Penned by Nakhshab Jaaravchi

Kis Liye Ankho Me Aansoo Lab Pe Hai Fariyad Kyu Lyrics

Aa Bhi Ja
Aa Bhi Jaao Aane Wale Ji Bahut Ghabraye Hai
Aa Bhi Ja
Aa Bhi Jaao Aane Wale Ji Bahut Ghabraye Hai
Aa Bhi Ja
Bemohabbat Besahare Dil Ko Tadpa Jaye Hai
Aa Bhi Ja
Aa Bhi Jaao Aane Waale Ji Bahut Ghabraye Hai
Aa Bhi Aa

Kyu Andhere Mein Ho Tum
Is Raaz Se Ho Bekhabar
Roshni Hoti Hai Jab
Najro Se Milti Hai Najar
Najro Se Milti Hai Najar
Aag Lag Uthti Hai
Jis Din Unse Dil Takraaye Hai
Aa Bhi Ja
Aa Bhi Jaao Aane Wale Ji Bahut Ghabaraye Hai
Aa Bhi Aa

Tum Kaha Ho Suna Nahi Tumne
Mere Dil Ki Pukar
Ae Mere Dil Ke Sahare Zindagi Bekaar
Phir Bhi In Aankho Mein Aansu
Chain Lab Par Aaye Hai
Aa Bhi Ja
Aa Bhi Jaao Aane Wale Ji Bahut Ghabaraye Hai
Aa Bhi Ja

Kis Liye Aankho Me Aansu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Haye Sine Me Tadapta Hai Dil-e-nashad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Kis Liye Aankho Me Aansu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu

Jab Nahi Koyi Khata
Jab Nahi Koyi Khata
Aa Mili To Phir Aisi Saza
Itna Samjha Do Ke Meri Zindagi Barbaad Kyo
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Kis Liye Ankho Me Aansu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu

Dil Kisi Majbur Ka Haye
Dil Kisi Majbur Ka
Dil Kisi Majbur Ka
Dil Kisi Majbur Ka
Bekaar Tadpane Se Kya
Tum Nahi Aate To
Phir Aaye Tumhari Yaad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Aasra Dekar Sahara
Aasra Dekar Sahara
Todna Achha Nahi
Todna Achha Nahi
Agar Tumhe Barbad Karna Tha
Kiya Aabad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Kis Liye Ankho Me Aansu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu
Lab Pe Hai Fariyad Kyu

Share your thoughts

Shaukat dehlvi nashad nakhshab jaaravchi, Kis liye aankhon mein aansoo lata mangeshkar, Jaikishan naushad vinod hansraj sardul kwatra s mohinder rafi, Film aaiye (1949), Aayiye, Indian songs, Hindi songs, Old hindi songs, Bollywood songs, Lata, Songs, Rare, Gems, Bollywood, Beautiful, Hindi