Khelenge Khelebge Ham Song Lyrics from the movie/album Iqbal. The song Khelenge Khelebge Ham was sung by Sukhwinder Singh. The music was given by Sukhwinder Singh. The lyrics were Penned by Subhash Ghai

Khelenge Khelebge Ham Lyrics

Ho Ho Ho…….
Divane Divane Ham Ho Ho Ho, Mastane Mastane Ham Ho Ho Ho
Khelenge Khelenge Ham Ho Ho Ho, Jitenge Jitenge Ham Ho Ho Ho
Ho Ho Ho…….

Khel Ke Maidan Me Khelenge, Har Aandhee Ko Jhelenge
Har Nahee Maanee Jab Dil Ne Ho Ho Ho…
Har Nahee Maanee Jab Dil Ne
Jit Ke Bajee Ha Jit Ke Bajee Le Lenge, Jit Ke Bajee Le Lenge
Khelenge Khelebge Ham, Jitenge Jitenge Ham

Ho Ho Ho…….

Kuchh Kehna Nahee Kuchh Sunna, Kuchh Sunna Nahee Kuchh Kehna
Kabhee Girna Kabhee Toh Uthna, Hain Uthna Toh Phir Kya Jukna
Khauf Nahee Jab Jine Me Toh Ho Ho Ho
Khauf Nahee Jab Jine Me Toh
Maut Se Phir Kyon Ho Ho Ho Maut Se Phir Kyon Darna
Khelenge Khelebge Ham, Jitenge Jitenge Ham – (2)

Patthar Pe Bottle Tutee Toh Patthar Huwa Nashila
Mera Nasha Meree Manjil Hain Kahe Ustad Rangila
Suraj Kee Tarah Hain Dehakna, Jadu Kee Tarah Hain Bikharna
Kismat Kee Tarah Hain Safarna, Khushiyo Kee Tarah Hain Bikharana
Girna Bhee Toh Aisee Ada Se -2, Jaise Girey Koyee Jharna

Divane Divane Ham, Mastane Mastane Ham
Khelenge Khelenge Ham, Jitenge Jitenge Ham

Share your thoughts

Your Commento.io account has been suspended. Go to the Commento dashboard to resolve this.
Khelein hum jee jaan sey trailer, Khelein hum jee jaan sey title song, Khelein hum jee jaan sey songs, Khelein hum jee jaan sey hot scene, Khelein hum jee jaan sey (film), Khelein hum jee jaan sey (2010), Deepika padukone songs, Abhishek bachchan songs, T-series, Deepika padukone movies, Abhishek bachchan movies, Deepika padukone (tv actor), Abhishek bachchan (tv actor)