Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye Haye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Chalu Tham Tham Ke Ghunghru Chhanak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Chalu Tham Tham Ke Ghunghru Chhanak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Ambua Ki Dali Pe Jab Koyal Bole
Haule Haule Birhan Ka Man Papi Dole
Ambua Ki Dali Pe Jab Koyal Bole
Haule Haule Birhan Ka Man Papi Dole
Kise Neend Aaye Kise Chain Aaye
Piya Yaad Aaye Jiya Dhadak Jaaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Chalu Tham Tham Ke Ghunghru Chhanak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Ghar Baithi Sharmau Gali Me Na Aau
Lat Bikhre Man Bhatke Kahi Kho Na Jau
Ghar Baithi Sharmau Gali Me Na Aau
Lat Bikhre Man Bhatke Kahi Kho Na Jau
Dagar Me Haye Nazar Mil Jaye
Kamar Balkhaye Chunar Sarak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Chalu Tham Tham Ke Ghunghru Chhanak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Pi Mere Bin Tere Jiya Nahi Lage
Sari Raina Mere Naina Rahe Jage Jage
Pi Mere Bin Tere Jiya Nahi Lage
Sari Raina Mere Naina Rahe Jage Jage
Agan Si Ban Me Lage Sawan Me
Mere Angan Me Bijli Chamak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Chalu Tham Tham Ke Ghunghru Chhanak Jaye
Meri Ye Payaliya Geet Tere Gaye
Khel Mere Sang Kiyaa, Meri Paayaliyaa Git Tere Gaaye Song Lyrics from the movie/album Jugnu released in the year 2018 starring Dharmendra, Hema Malini. The song Khel Mere Sang Kiyaa, Meri Paayaliyaa Git Tere Gaaye was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Pramod Chakravorty. The music was given by Sachin Dev Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts