Khamosh Hum Rah Na Sake
Bole To Roke Sharm
Khamosh Hum Rah Na Sake
Bole To Roke Sharm
Tum Pe Marte Hai
Pyaar Karte Hai
Bas Hum Keh Nahi Paate
Bas Hum Keh Nahi Paate
Khud Ko Hi Bhule Hai
Bahke Hai Is Kadar
Deewane Is Kal Ki
Ab Kahan Hai Khabar
Ab Kahan Hai Khabar
Tum Najar Mein Ho
Tum Hi Dil Mein Ho
Bas Hum Keh Nahi Paate
Bas Hum Keh Nahi Paate
Hontho Pe Jab Tay Ki
Wo Baatein Aati Hai
Dhadkan Ki Raftaare
Tham Si Jaati Hai
Tham Si Jaati Hai
Roj Milti Hai
Najre Najro Se
Bas Hum Keh Nahi Paate
Bas Hum Keh Nahi Paate
O Khamosh Hum Rah Na Sake
Bole To Roke Sharm
Khamosh Hum Rah Na Sake
Bole To Roke Sharm
Tum Pe Marte Hai
Pyaar Karte Hai
Bas Hum Keh Nahi Paate
Bas Hum Keh Nahi Paate
Khaamosh Hum Rah Na Sake, Bole Toh Roke Sharam Song Lyrics from the movie/album Fusion (Kumar Sanu) released in the year 2018. The song Khaamosh Hum Rah Na Sake, Bole Toh Roke Sharam was sung by Kumar Sanu
Share your thoughts