Kaun Aaya Mere Man Ke Dwaare Song Lyrics from the movie/album Dekh Kabeera Roya. The song Kaun Aaya Mere Man Ke Dwaare was sung by Manna Dey

Kaun Aaya Mere Man Ke Dwaare Lyrics

Kaun Aaya Mere Man Ke Dwaare,
Paayal Ki Jhankaar Liye – 2
Kaun Aaya …

Aankh Na Jaane,
Dil Pehchaane Suratiya Kuchh Aisi – 2
Yaad Karu To, Yaad Na Aaye Muratiya Ye Kaisi
Paagal Manwa,
Soch Mein Dooba Sapno Ka Sansaar Liye
Kaun Aaya …

Ik Pal Sochu, Meri Aasha Roop Badal Kar Aayi – 2
Dooje Pal Phir,
Dhyaan Ye Aaye Ho Na Kahi Parchhaai
Jo Pardesi Ke, Ghar Aayi Ek Anokha Pyaar Liye
Kaun Aaya …

Share your thoughts

Manna dey, Kaun aaya mere man ke dware, Kaun aaya mere man ke dware manna dey, Kaun aaya mere man ke dware - (manna dey - dekh kabira roya), Kaun aaya mere man ke dware karaoke, Kaun aaya mere man ke dware payal ki jhankar liye, Vol. 7 kaun aaya mere man ke dwaare (from dekh kabira roya), Best of manna dey, Payal ki jhankar lyrics, Kaun aaya mere man ke dware lyrical song, Kaun aaya mere mann ke dware, Best of manna da, Kaun aaya mere mann ke dware cover version