Karva Chauth Ka Vrat Aisa Song Lyrics from the movie/album Karva Chauth released in the year 2018. The song Karva Chauth Ka Vrat Aisa was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by C Arjun. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Karva Chauth Ka Vrat Aisa Lyrics

Karwa Chauth Ka Vrat Aisa
Karwa Chauth Ka Vrat Aisa
Jiski Mahima Hain Apram Paar
Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar
O Dhayan Se Karna Maan Se Karna
Dhayan Se Karna Maan Se Karna
To Samjho Tumhara Beda Pyar
Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar

O Pati Ke Prem Se Badhke Koi
Badhke Koi Re
Pati Ke Prem Se Badhke Koi
Prem Nahi Hain Duja
Prem Nahi Hain Duja
O Yahi Sikhata Har Nari Ko
Har Nari Ko Re
Yahi Sikhata Har Nari Ko
Pati Charno Ki Puja
Pati Charno Ki Puja
Bharat Bhar Me Is Tyohaar Ki
Badi Hain Jai Jaikaar
Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar

O Ye Vrat Hain Bada Jadu Wala
Jadu Wala Re
Ye Vrat Hain Bada Jadu Wala
Prem Se Karna Khali
Prem Se Karna Khali
O Honge Tumhare Ghar Me Hi Bahna
Ghar Me Hi Bahno Re
Honge Tumhare Ghar Me Hi Bahna
Barah Maas Diwali
Barah Maas Diwali
Ghar Ki Lakshmiyo Dekho Jara Is Vrat
Ka Bhi Chamtkaar
Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar
Karwa Chauth Ka Vrat Aisa
Karwa Chauth Ka Vrat Aisa
Jiski Mahima Hain Apram Paar
Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar
O Bahno Karna Baram Baar
O Sakhiyo Karna Baram Baar

Share your thoughts

Karva chauth, Karva chauth ka vrat aisa, Karva chauth vrat puja karne ka tarika, Karva chauth vrat pujan vidhi aur pujan samagr, Karva chauth vrat pujan vidhi, Karva chauth vrat vidhi, How to vrat in karva chauth, Karva chauth song, Karva chauth puja kaisekare, Karwa chauth vrat puja vidhi aur samaan, Karwa chauth ki kahani, Karva chauth 2018, Karva chauth 2020, Pujan vidhi karva chauth for biggners, How to puja in karva chauth, Easy way to puja on karva chauth