Chhed Yu Karti Hai Duniya Tere Naam Ke Sath
Jal Ke Leti Hai Mera Naam Tere Naam Ke Sath
Kar Ke Badnam Meri Ninde Haram
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Kar Ke Badnam Meri Ninde Haram
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Karne Ko Bate Karu Tujhse Khayalo Me
Phir Bhi Naa Mane Dil Toh Kya Karu
Kab Tak Bhigoya Karu Ashko Se Palke
Kab Tak Judayi Me Aahen Bharu
Jab Se Huyi Sham Mujhe Rone Se Kaam
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Kar Ke Badnam Meri Ninde Haram
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Bhatke Najar Meri Ban Me Chaman Me
Chain Mai Dil Kaa Kahi Bhi Pau Naa
Dil Me Bhadak Chale Shole Judayi Ke
Haay Inhi Me Kahi Jal Jau Naa
Ho Naa Badnam Kahi Tera Hi Naam
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Kar Ke Badnam Meri Ninde Haram
Kaha Chala Gaya
Tu Kaha Chala Gaya
Karke Badnam Meri Neende Haram, Kaha Chala Gaya Tu Song Lyrics from the movie/album Baghi released in the year 2018 starring Ranjan, Naseem Banoo. The song Karke Badnam Meri Neende Haram, Kaha Chala Gaya Tu was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Anant Thakur. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts